Lyrics Song - Zara Zara Behekta Hai

- Artist: Song
- Song: Zara Zara Behekta Hai
- Views: 9
- Date: 25.01.2023 13:25:59
Zara zara behekta hai mehekta hai
Aaj toh mera tan badan
Main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Hai meri kasam tujhko sanam
Door kahin na jaa
Ye doori kehti hai
Paas mere aaja re
Yuhi baras baras kaali ghata barse
Hum yaar bheeg jaayein
Iss chaahat ki baarish mein
Meri khuli khuli lato ko suljaaye
Tu apni ungliyon se
Main toh hoon isi khwaahish mein
Sardi ki raaton mein
Ham soye rahe ek chaadar mein
Ham dono tanha ho
Na koi bhi rahe iss ghar mein
Zara zara behekta hai mehekta hai
Aaj toh mera tan badan
Main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Aaja re aa re
Tadpaye mujhe teri sabhi baatein
Ek baar aey deewane
Jhootha hi sahi pyaar toh kar
Main bhooli nahin hasee mulakatein
Bechain karke mujhko
Mujhse yun na pher nazar
Roothega na mujhse
Mere saathiyan ye waada kar
Tere bina mushkil hai
Jeena mera mere dilbar
Zara zara behekta hai mehekta hai
Aaj toh mera tan badan
Main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Hai meri kasam tujhko sanam
Door kahin na jaa
Ye doori kehti hai
Paas mere aaja re
Aaja re aaja re aaja re